Agar mohabbat meri sachi hai to ek din zaroor mila degiAgar zid meri pakki hai to aey Khuda aasman ko bhi hila degi
Na inkaar kar sakta hai koi meri wafa se, mujhe yakin haiPar tum sambhalna ek din meri wafa tujhe bewafai ka sila degi
Yeh baat sach hai ke tumne humse pyaar kiya par dusare hi pal bhula diyaMera pyaar itna aashan na tha na socha tha ke teri mohabbat daga degi
Na bhula sakungi woh mohabbat na voh bewafai, jo tu ne kiSaza iss se barh ke kya degi ke umar bhar meri mohabbat tujhe dua degi
Agar dum hai meri wafa-e-mahobbat mein to woh ek din, aayega zaroorJab meri yaad mein to tarpega par tab ’sabghat’ tujhe apni mohabbat na degi...{{AHSAS}}

great
ReplyDeletethnks aanchal
ReplyDelete